Enjoy Very Funny Pappu Jokes In Hindi 2022|Chutkule Lines For Sharing With Friends
Pappu Jokes
Teacher: What's the difference between talent and intelligence?
Pappu: Walking on a tight rope above Niagara Falls is TALENT...
Not trying any such thing is INTELLIGENCE.
Pappu interview dene gaya
Boss ne pucha tum kitne bhai behen ho?????
Pappu : 5
Boss : un mein tumhara kaunsa number hai ???
Pappu : Airtel ka…Pappu 1st time plane par baitha:
.
.
.
.
Jaise hi plane ka agla tyre upar utha,
Pappu pilot ko maarne laga or bola –
.
.
.
.
.
Main pehle hi dara hua hu,
or tu pagal stunt maar raha hai!:P
MUSAFIR:Beta Aap Mujhe Thoda
Sa
Pani Pila Denge?
Pappu: Agar Lassi Ho Jaye To?
MUSAFIR:Tab To Bahut Hi Acha
Hoga
Pappu-lassi le aaya Musafir Ne5
Lote Lassi Peeney Ke Baad Pappu
Se
Pucha-Kya Tumhare Ghar Me Koi
Lassi Nai Peeta?
Pappu:Peetey To Sub Hain
Lekin Aaj Lassi Me CHUHA Gir Gaya
Tha
aur usi me mar gya tha
Musafir Ne gusse me Lota Zamin
Par De Mara
Pappu Rote Hue Bola-Mummy
Inhone Lota Tod Diya Ab Hum
TOILET mein kya
lekar jayenge
Bacha madhosh Musafir Behosh
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs
Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay
Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain
girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched
MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
Pappu and Pinky were arguing over the breakfast table.
“You’re so stupid,” said Pappu.
“That’s enough” said their dad. “Pappu, say sorry to Pinky”, added Santa.
Pappu: I’m sorry you’re so stupid!
Pappu: I am really fed up.
“What’s the matter?”, asked his room mate.
Pappu lamentingly added, “I wrote home asking my parents to send money so that I could buy a laptop, and they sent me the laptop!”
Height of dedication
Papu 5 minute mai paper chor k chla gya
Teacher: kya hoa paper nhi aata?
Papu: wo bat nhi hai,
Mujhe aglay paper ki tyari karni hai…
Dadi:
Pappu?
Omer:
Dadi 1 min.
Dadi:
Ary Pappur?
…
Omer:
Dadi Aikkk Minuteee.
Dadi:
Pappu?
.
.
.
.
.
.
.
Pappu:
Buddhi Ruk Ja Ata Hn Poti Kr Rha Hn;-)
Moral:
Her Koi Bathroom Main Phone Pay Baat Nahi Karta
Ek ladki 18th floor se gir padi.. . 13th floor pe 1 ladke ne catch kar liya or pocha mujh se pyar karogi.. . Ladki:”no,, Ladkay ne usay chhor diya 9th floor pe 1 or ladkay na catch kiya or pocha muje kiss karogi.. . Ladki:”no, Usne b chhor diya.. . Ladki cheekhen marti hui 1 or chance ki dua karne lagi.. . 3th floor pe aate aate Pappu ne catch kar liya.. . Ladki foran boli:”mai tumse pyar bkrungi or kiss bhi karungi” Pappu ne usay foran chor diya
Aur bola Pappu: “Characterless -girl, Isse accha totu mar jaye
“Main sareef banda hu ye galat kaam hargiz nahi karunga..
Teacher:1 Savaal.
Ek dal par 5 Chidiya baithi ho aur
Tumne unme se 1 ko pathhar mar
k gira dia
To kitni Chidiya bachegi.?
Pappu: Koi nahi.Sab ud jayengi
Teacher: Nahi.4 bachegi
Par tumhari soch mujhe Pasand
ayi
.
Pappu: Mam Mera b 1 Sawal he
3 Ladkiya Ice Cream kha rahi he .
1st Chaat k
2nd Kat k
Aur
3rd Chos k
. Konsi Shadi shuda he?
.
Teacher(Sharma ke)
jo Choos rahi he
.
Pappu: Ji nahi Jiske Gale me
Mangalsutra he
Par apki Soch b mujhe Pasand
aayi…
Pappu da Kamina Student
School Me Aag Lag Gayi,
Sab Bache Khush The K Ab Skul Nhi Aana
Padega,
Par Pappu Udaas Tha.
Teacher : Pappu Y R U Sad ?
Pappu : Sir Ap Zinda Kaise Bach Gaye?
Pappu ki gf Pappu se
.
.
.
Gf:” Jaanu Mujh par shayari banao..
.
Pappu:” In kali-kali Zulfo se karti ho
andhera..
.
.
.
.
In kali-kali Zulfo se karti ho andhera..
.
.
.
.
Ho jao takli aur kar do savera..:p :O
Pappu Rocks –
Gf Shock
Fattu : Oye Tu Ladki Dekh Aaya? Kaisi Hai?
.
.
Pappu : Rang See Kali Hai Aur Kaan Se Kam Sunti Hai..
.
…….
Fattu : Zara English Me Kaho…
.
.
.
Pappu : ‘BLACK-BERRY’ Hai
Pappu apni family k sath jungle me rehta tha.
Ek din Usy jungle se ek Sheesha mila.
sheeshe me usne dekha to usko laga ke papa ki tasveer hai
Wo Usy apne ghar le gaya Or
Usse roz baaten krne laga.
Uski Biwi ko shak huwa.
Ek din uski ghair mojudgi me
Usne Sheesha nikala or apna aks dekh kr boli:
“Acha to ye hai wo Churail
jis se Mera Shohar baaten krta hy”.
Usne Sheesha apni Saas ko
dikhaya to Saas ne kaha:
“Koi baat nhi..! Budhi hy, jald marr jayegi”
Pappu Ke 1 Dost Ne Pappu ko With Family Apne Ghar Dinner Pe Invite Kiya…
.
.
Pappu Apni Wife Aur 16 Baccho Ko Lekar Dost Ke Ghar Pahucha,
.
.
Dost Uski Family Dekh Kar Gusse Me Poocha:
“Lajja Nahi Aayi”?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Nahi,Kal Uska Exam Hai :O
Teacher:” Ganga, yamuna, Kaveri, Krishna, Bharat ki
nadiyo k naam hai
to pakistan ki nadiyo k naam batao.. ??
.
.
.
.
.
Pappu:”
.
.
.
.
“Rukhsana, Farzana, Rizwana, Sultana, Shabana.. :p :O
Teacher Shocks – Pappu Rock