Unlimited Love status Lines Best Whatsapp Love Status in Hindi, If You Want any Love Romantic Status Lines For Your Friends.Cute Love Status For Your New Love And Beautiful Friends

Love Status Hindi
Love Status

Wo raat dard aur sitam ki raat hogi,jis din rukhsat teri Jaan-ki barat hogi,uth jawoge nind se aksar ye sochkar,kisi gair k baho mai meri sari qaynat hogi,

Share On Whatsapp

Apne dil ki baat unse keh nahi sakte
Bin kahe bhi ji nahi sakte
Ae khuda aisi taqdeer bana ki vo khud aakar kahe
Hum aapke bina rah nahi sakte…

Share On Whatsapp

lucky ye nhi ki gum ka toofan tal jaye
fikra ye nahi ki aapka dil na badal jaye
kabhi bhi mera sath chorna chahe
to dard itna dijiyega ki jaan nikal jaye

Share On Whatsapp

Reh Na Paoge Hume Bhula Kar Dekh Lo,
Yakin Na Aaye To Aajma Kar Dekh Lo,
Har Jagah Mehsus Hogi Meri Kami Aapko,
Apni Mehfil Ko Kitna Bhi Saja Kar Dekh Lo.

Share On Whatsapp

Tere talabgar hain hum,
Teri mohabbat ko beqaraar hain hum
Aazma ke dekh yakin na ho meri wafa pe toh
Wafa se badhkar wafadar hain hum

Share On Whatsapp

Woh mujh per ajeeb assar rakhta hai,
Mere dil ki tamaam khabar rakhta hai,
Shayed main usey bhool hi jata magar,
Yaad aane ke woh saare hunar rakhta hai

Share On Whatsapp

Bohat hi saada hai tu aur zamaana ayaar*,
Khuda kare tujhe sheher ki hawaa na lage..

Share On Whatsapp

Dard mil jata hai
ek humdard nahi milta
deewane mil jaate hain
sacha pyaar nahi milta
tanhayian mil jaati hain
bus aap jaisa yaar nahi milta

Share On Whatsapp

काश ये सपना भी पूरा हो जाये,
हम भी किसी के सपनों मे आ जाये,
हो हमारा जिक्र उनके लबों पर,
हम भी उसके दिल मे बस जाये

Share On Whatsapp

Phir na himmat huyi sawaalon ki,
Itna mukhtssir jawaab milaa..

Share On Whatsapp

आपकी याद ने मुझको बेकरार कर दिया,
तन्हा जीना मेरा दुश्वार कर दिया,
सोचा आज आपको हम याद ना करे,
कमबख्त दिल ने धडकने से इन्कार कर
दिया…

Share On Whatsapp

मैंने कहा बहुत प्यार आता है तुम पर, वो
मुस्कुरा कर बोले और तुम्हे आता ही क्या
है।

Share On Whatsapp

“फासलों से बेशक दूर हों
मगर.. अच्छे किरदार,
अच्छी सोच वाले लोग
हमेशा साथ रहते हैं..,
दिलों में भी, लफ्ज़ों में
भी, दुआओं में भी..

Share On Whatsapp

हर मर्ज़ का इलाज़ मिलता था उस
बाज़ार में, मोहब्बत का नाम लिया
दवाख़ाने बन्द हो गये|

Share On Whatsapp

वो कहने लगी नकाब में भी पहचान लेते हो… हजारों के बीच… मेंने मुस्करा के कहा तेरी आँखों से ही शुरू हुआ था “इश्क” हज़ारों के बीच…

Share On Whatsapp

Aáj gale se mujhko lagá lo tum
Akelá hun is jahan mein apná
Baná lo tum, dár lagtá hai
Mujhe is matlbi duniya se mujhe
Apne dil mein kahin chhupá lo tum

Share On Whatsapp


सुनो ! तुम कर लो नजरंदाज अपने हिसाब से…हम तो मोहब्बत बेहिसाब ही करेंगे…..

Share On Whatsapp

Kahni hai 1 dil de 1 dil ki baat
Badho na apna haath
Aur thaam lo mera haath
Chahe gam ho khusi rahege hum sath
Baas pyaar ki karege baat din raat
Tera mera puri jindgi ka saath

Share On Whatsapp

Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum..

Share On Whatsapp

Dua karni nahi aati magar ye iltija hai bus,
Jaha saya bhi tera ho waha gum na aaye....

Share On Whatsapp

Hajaaro Raat Ka Jaaga Hu Sonaa Chahta Hu Ab,
Unhe Milke Mai Ye Palke Bhigona Chahta Hu Ab.
Bahut Dhoonda Hai Unko Khud Mein, Itna Thak Gaya Hu Ab,
Ki Khud Ko Mitaa Kar Unme, Main Khonaa Chahta Hu Ab.

Share On Whatsapp

dil se dil mile to saza dete h log,
pyar k zajbat ko daba dete h log,
2 insano ka milna kaise dekh sakte h,
jb sath baithe hue 2 parindo ko b uda dete h log...

Share On Whatsapp

na jeene ki khushi na marne ka gam,
Gam hai to unse na milne ka gam,
Jeete hai is aas par kabhi wo humare ho jyenge,
Marte nahi isliye ki wo akele reh jayenge.

Share On Whatsapp

JAAN SE BHI JAYADA UNHE PYAR KIYA KARTE THE,
YAAD UNHE DIN RAAT KIYA KARTE THE,
AB UN RAAHO SE GUZRA NAHI JATA,
JAHA BAITH KAR UNKA INTEJAR KIYA KARTE THE,

Share On Whatsapp

Bin Tere Shehar Ka Shehar Viraan
Rehta Hai, Bichad Ke Tujh Se Har
Rasta Sunsaan Rehta Hai, Woh Tujhe
Tujh Se Zyaada Pyaar Karta Hai Jo
Tere Samne Aksar Anjaan Rehta Hai!

Share On Whatsapp

tujha yad karta ho din or rat ma tujha chahta ho jaise machli pani ko.
agar tu kahe tujha apna bna loo bas mujha ijazad lani hoge tare ma or bap se

Share On Whatsapp

Padhi Jo Ek Nazar Hum Dekhte
Reh Gaye, Vaar Hua Katil
Muskaan Ka Hum Madhosh Ho Gaye,
Chahat Ki Chandani Mein Bheega
Yuoon Tan Badan, Hum Kali Se
Pal Bhar Mai Gulaab Ho Gaye!!

Share On Whatsapp

Taiz Barish Mein Kabhi Sard Hawaon
Me Raha, Ek Tera Zikar Tha Jo Meri
Sadaaon Mein Raha Kitne Logon Se
Mere Gehre Rishte The Magr Tera
Chehra Hi Sirf Meri Duaon Mein Raha!

Share On Whatsapp

Hasta Hua Chehra Tanhaayi Me Rota
Hai, Dil Kitna Bhi Mazbur Ho
Dard To Hota Hai, Mana Ki Dur
Hai Hum Aap Se Magar, Judaai Se
Toh Rishta Aur Bhi Mazbut Hota Hai.

Share On Whatsapp

Pehchan to meri bhi koi nhi,
Pata nhi Q phir bhi log mujhe pehchante hai.
Mohabat to mujhe bhi unse bahut hai,
Pata nhi Q unke alava sabhi ye jante hai.

Share On Whatsapp



Hindi Status

Shivratri Video Status Valentine day Status 2 Line Status Hindi Shayari Status Images Hindi Status Hindi Status Images Sad Hindi Status Facebook Status Funny Hindi Status Romantic Hindi Status Goodlines Thoughts Status Love Hindi Status Sad Hindi Status New Hindi Status Rakshabandhan Hindi Status Whatsapp Hindi Status Hindi Attitude Status Hindi Shayari Funny Hindi Jokes Romantic Hindi Status Pappu Funny Jokes

Punjabi Status

Punjabi Video status Punjabi Status Dharmik Video status Punjabi New Status Punjabi Status Images Gurpurab Status Punjabi Jokes Punjabi Attitude Status Punjabi Shayari Punjabi Gaint Status Punjabi Fonts Status Punjabi whatsapp Status Punjabi Songs Lyrics

Video status

Independence Day Video status KRISHAN Janmashtami Video Status Christmas Video Status RAP Video status EID VIDEO Status Republic Day Video Status Birthday Video Status Hindi Old Song Status Diwali Video status Sad Video status Maa Video status Punjabi Sad Video status Motivational Video status Dharmik Video status Mahakaal Video status Punjabi Video status Rakhi Video status

More Categories