Broken Your Heart In Love Feel Free TO Share Status in hindi ! New Broken Heart Status lines

broken heart status hindi
Wo Ro Ro Kar Apna Dard Sunate
Rahe, Hamari Tanhaiyo Se Nazre
Churate Rahe, Bheed Me Bhi Hame
Bewafa Ka Ilzam Mila, Qki Har
Dard Ko Ham Hans Ke Chipate Rahe.
Copy Status
Share On Whatsapp
Maut Ke Aagosh Mein Sone Ko Jee
Karta Hai, Dil Toh Kho Diya Ab
Zindagi Khone Ko Jee Karta Hai,
Uski Yaad Aati Hai Jab Bhi Mujhe
Naa Jaane Kyon, Kahin Pe Tanha
Baith Ke Rone Ko Jee Karta Hai.
Copy Status
Share On Whatsapp
Kabhi aansu kabhi khushi dekhi,
Humne akshar majburi aur bekasi dekhi,
Unki naarazgi ko hum kya samjhe,
Humne khud apni taqdeer ki bebasi dekhi..
Copy Status
Share On Whatsapp
Uske Hathon Se Mera, Daman
Chhoot Ta Raha, Sheesha Nahi
Tha Mera Dil, Phir Bhi Toot
Ta Raha, Mere Darde Dil Par
Muskrane Lage, Woh Log Jinka
Hal Ye Dil, Aksar Poochta Raha.
Copy Status
Share On Whatsapp
Dard Se Hath Na Milate To Or Kya
Karte,
Gam Ke Aansoo Na Bahate To Or
Kya Karte.
Usne Maangi Thi Humse Roshni Ki
Dua,
Hum Khud Ko Na Jalate To Or Kya
Karte...
Copy Status
Share On Whatsapp
mere khuda yeh tune kya kiya !!
mere sapno ko tune aanshu bana diya!!!
kiske liye ziyuga mai ab zindgi bhar!!
jo meri hamdard thi use tune apne pass bula liya !!!
yeh toh khuda ki khudai hai !!
par na jane mujhe mili kyu bewafai hai!!
na ziyuga is dunia me !!!!
par mere marne me hi bhalai hai
Copy Status
Share On Whatsapp
Uske Intezar Ke Maare Hai Hum,
Bas Uski Yaado Ke Sahare Hai Hum.
Duniya Jeet Ke Kya Karna Hai Ab.?
Jis Duniya Se Jitna Tha,
Aaj Usi Se Haare Hai Hum.!!
Copy Status
Share On Whatsapp
Palko mein aansu
Aur dil mein dard soya hain.
Hasne walo ko kya pata
Rone wala kis kadar roya hai.
Ye to bas wohi jaan sakta hai
Meri tanhayi ka alam,
Jisne zindagi mein kisi ko
Pane se pehle khoya hai….!!
Copy Status
Share On Whatsapp
Jaane Kyu Log Hume Aajmate Hai;
Kucch Pal Sath Rahne Ke Baad Dur Chale Jate Hai;
Sach Hi Kahte Hai Log Ki Sagar Ke Milne Ke Baad;
Log Barish Ko Bhul Jaate Hai !
Copy Status
Share On Whatsapp
Taraste the jo hamse milne ko kabhi..
Na jane q aaj mere saye se bhi wo katrate hain...
Ham bhi wahi hain;dil bhi wahi hai;
Na jane q log badal jate hain..!
Copy Status
Share On Whatsapp
Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwaab Tute
Na Jane Kitne Tukdo Mein Armaan Tute
Har Tukda Aaina Hai Zindgi Ka
Har Aaine Ke Saath Laakhon Jazbaat Tute.
Copy Status
Share On Whatsapp
Uske Intezar Ke Maare Hai Hum,
Bas Uski Yaado Ke Sahare Hai Hum.
Duniya Jeet Ke Kya Karna Hai Ab.?
Jis Duniya Se Jitna Tha,
Aaj Usi Se Haare Hai Hum.!!
Copy Status
Share On Whatsapp
Palko mein aansu
Aur dil mein dard soya hain.
Hasne walo ko kya pata
Rone wala kis kadar roya hai.
Ye to bas wohi jaan sakta hai
Meri tanhayi ka alam,
Jisne zindagi mein kisi ko
Pane se pehle khoya hai….!!
Copy Status
Share On Whatsapp
Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwaab Tute
Na Jane Kitne Tukdo Mein Armaan Tute
Har Tukda Aaina Hai Zindgi Ka
Har Aaine Ke Saath Laakhon Jazbaat Tute.
Copy Status
Share On Whatsapp
Jaane Kyu Log Hume Aajmate Hai;
Kucch Pal Sath Rahne Ke Baad Dur Chale Jate Hai;
Sach Hi Kahte Hai Log Ki Sagar Ke Milne Ke Baad;
Log Barish Ko Bhul Jaate Hai !
Copy Status
Share On Whatsapp
Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwaab Tute
Na Jane Kitne Tukdo Mein Armaan Tute
Har Tukda Aaina Hai Zindgi Ka
Har Aaine Ke Saath Laakhon Jazbaat Tute.
Copy Status
Share On Whatsapp
Taraste the jo hamse milne ko kabhi..
Na jane q aaj mere saye se bhi wo katrate hain...
Ham bhi wahi hain;dil bhi wahi hai;
Na jane q log badal jate hain..!
Copy Status
Share On Whatsapp
Tu Na Aa, Magar Aane Ka Vada To Kar,
Meri Andheri Zindagi Me Thoda Ujala To Kar,
Teri Aas Me Najane Kab Se Nahi Soya,
Teri Yaad Me Najane Kitni Raaten Roya,
Ab Apni Khushi Se Mera Gam Aadha To Kar,
Tu Na Aa Magar Aane Ka Vada To Kar.
Copy Status
Share On Whatsapp
uski judai ne mujhe kamjor bana diya,
varna tum kya jano meri mohabbat ki takat.
roti to wo bhi hogi mujhe yaad karke,
ye jamne wale kya samjhenge uski ansuwo ki kimat...
Copy Status
Share On Whatsapp
Dil me jagah di to dil tod gaye.
Bepanah mohabbat ki to bewafai kar gaye.
Taras na aye unhe humari wafaon pe.
Isiliye tadpane ke liye hume tanha chhod gaye..
Copy Status
Share On Whatsapp
Kis Se Se Mangein Dawaa Zakhmon Kee;
Sabhi Ne Chotein Khayi Hain;
Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To;
Kisi Ka Sajan Harzayi Hai!
Copy Status
Share On Whatsapp
Vishwas bankar zindagi me aate hain log,
khwab bankar dil me sama jate hain,
pahle to kahte hain ki wo hamare hain
fir na jane kyun badal jate hain log.
Copy Status
Share On Whatsapp
Vishwas bankar zindagi me aate hain log,
khwab bankar dil me sama jate hain,
pahle to kahte hain ki wo hamare hain
fir na jane kyun badal jate hain log.
Copy Status
Share On Whatsapp
Hindi Status
Punjabi Status
Video status