Gila Shikwa Status (2026) - गिला शिकवा हिंदी स्टेटस

पढ़िए दिल के दर्द और शिकायतों को बयां करती गिला शिकवा शायरी (Updated Daily)
Total Status-(120)


Hamare Chale Jaane Ke Baad Yeh Samandar Ki Ret Bhi Tumse Pucha Karegi,
Kahan Chala Geya Woh Shakhs Jo Tanhai Mein Aa Kar Bas Tumhara Hi Naam Likha Karta Tha


Download Image

Meri Chahat Ka Sar-e-Aam To Charcha Na Karo,
Kam To Pehle Bhi Nahin Aur To Ruswa Na Karo!


Download Image


Kaun Rota Hai Kisi Aur Kee Khaatir Ai Dost,
Sab Ko Apni Hi Kisi Baat Pe Rona Aayaa!


Download Image


Log Kehte Hain Ki Badnaami Se Bachna Chahiye,
Keh Do Be Is Ke Jawani Ka Maza Milta Nahi!


Download Image


Aksar Sukhe Hue Honthon Se Hi Hoti Hai Meethi Baatein,
Pyaas Bujh Jaye To Alfaz Aur Insaan Dono Badal Jaya Karte Hain!


Download Image


Zara Sa Jhooth Hi Keh Do Mujh Bin Tum Adhure Ho,
Tumhara Kya Bigadta Hai Bas Phir Se Mukar Jana!


Download Image


Phir Apne Aap Pe Us Ko Hijab Aata Hai,
Thirkati Jheel Pe Jab Mahtab Aata Hai,
Dikhaiye Na Humein Aap Mausami Aansu,
Ki Ye Hunar To Humein Be-Hisab Aata Hai!


Download Image


Ai Maut Aa Kar Humko Khamosh To Kar Gayi Tu,
Magar Sadiyon Dilon Ke Andar Hum Gunjte Rahenge!


Download Image

Hua Hai Chaar Sajdon Par Ye Dava Zahidon Tum Ko,
Khuda Ne Kya Tumhare Haath Jannat Bech Dali Hai!
~ Daagh Dehlvi


Download Image


Dil Bhi Toda To Salike Se Na Toda Tumne,
Bewafai Ke Bhi Aadab Hua Karte Hain!


Download Image


Main To Barbaad Ho Geya Hun Magar;
Ab Kisi Aur Ko Kabhi Aasra Mat Dena!


Download Image


Tujhe Paane Kee Chahat Itni Badh Gayi Ki Apno Kee Mohabbat Bhool Geya,
Inkaar Karke Bada Gunaah Kiya Tune Main Meri Sharafat Bhool Geya!


Download Image


Pahle Is Mein Ik Adaa Thi Naaz Tha Andaaz Tha,
Roothna Ab To Teri Aadat Mein Shaamil Ho Geya!


Download Image


Ajnabi Ban Ke Miloon Ga Main Tujhe Mehfil Mein,
Tu Ne Chedi Bhi To Main Baat Badal Jaaon Ga!


Download Image


Kissi Harf Main Kisi Baab Mein Nahi Aaye Ga,
Tera Zikar Meri Kitab Mein Nahi Aaye Ga!


Download Image


Chalo Hum Galat The Ye Maan Lete Han Ai Zindagi,
Par Ek Baat Bata Kya Woh Shakhs Sahi Tha Jo Badal Geya Itna Kareeb Aane Ke Baad!


Download Image

Itne Kahan Masroof Ho Gaye Ho Tum,
Ki Aaj-Kal Dil Dukhane Bhi Nahi Aate!


Download Image

Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai,
Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai,
Tum Aaj Tak Nahi Samajh Sake Mere Pyaar Ko,
Isliye Mere Aansu Bhi Tere Liye Paani Hain!


Download Image


Kis Qadar Mushkil Hai Yeh Zindagi Ka Safar,
Khuda Ne Marna Haram Kiya Logon Ne Jeena!


Download Image


Aata Hai Yahan Sab Ko Bulandi Se Girana,
Wo Log Kahan Hain Ki Jo Girton Ko Uthaye!


Download Image


Hamari Rooh Main Na Samaye Hote To Bhool Jate Tumhe,
Itna Kareeb Na Aaye Hote To Bhool Jate Tumhe,
Ye Kehte Hue Ki Mera Talluq Nahin Tumse Koi,
Ankhon Main Aansu Na Aaye Hote To Bhul Jate Tumhe!


Download Image


Koi Betaab, Koi Mast, Koi Chup, Koi Hairaan;
Teri Mehfil Mein Ek Tamaasha Hai Jidhar Dekho!


Download Image


Tu Nahi To Ye Nazara Bhi Bur Lagta Hai,
Chaand Ke Paas Sitaara Bhi Bura Lagta Hai,
La Ke Jis Roz Se Chhoda Hai Tumne Bhanwar Mein Mujhko,
Mujhko Dariya Ka Kinara Bhi Bura Lagta Hai!


Download Image


Ro Ro Kar Dhoonda Karoge Ek Din Mere Jaise Tang Karne Wale Ko,
Chale Jayenge Hum Ek Din, Kisi Khoobsurat Kafan Ka Naseeb Ban Kar!


Download Image


Gunah To Bahut Hue Humse Zindagi Mein,
Shukar Raha Khuda Ka Ki Mohabbat Nahi Hui!


Download Image


Kitne Majboor Hain Hum Taqdeer Ke Haathon,
Na Tumhe Paane Ki Aukat Rakhte Hain Na Tumhe Khone Ka Honsla!


Download Image


Chhod Di Khwahishe Saari Jo Tujhe Pasand Na Thi,
Tum Na Mile To Kya Hua Teri Khwahish To Aaj Bhi Poori Karte Hain!


Download Image


Marne Ke Naam Se Jo Hothon Pe Rakhte The Ungliyan,
Afsos Wahi Log Mere Dil Ke Qatil Nikle!


Download Image


Kehte The Hum Dono Ki Reh Nahi Sakte Tumhare Bina,
Bas Hum Dono Hi Reh Gaye Magar Wo Vaada Na Raha!


Download Image

Ajnabi Rehna Hi Theek Hai Is Duniya Mein,
Bahut Taklif Dete Hain Log Aksar Apna Bana Kar!


Download Image

1234Next »
📝 Text Status 🏠 Home 📂 Categories 🎥 Video Status