Dil Ke Dard Ko Shabdon Me Dhala
Nahi Gaya, Gam Ke Ansuon Jo
Akhon Se Nikala Nahi Gaya, Us Ne
Muje Dard Is Liye Diya Itna Kyoki
Us Se Mera Pyar Sambala Nahi Gaya.
Kya likhu kya na likhu aarzoo madhosh hai,
Aansu girte hai panno pe or kalam khamosh hai,
Kabhi sardi kabhi garmi ye kudrat ke nazare hai,
Pyas unko bhi lagti hai jo dariya ke kinare hai,
Har koi mera ho jaye aisi meri taqdir nahi,
Me wo shisha hu jisme koi tasveer nahi...
Ab Us K Liye Ajnabi Ham Hogaye
Hain, Baton K Silsile Bhi Kam
Hogaye Hain, Khushiyon Se Zyada
Gam Hogaye Hain, Kia Pata Ye Waqt
Bura Hai Ya Bure Ham Hogaye Hain.
Dil Ke Dard Ko Lafzon Mein
Dhala Na Gaya, Gam Ke Ansuon
Ko Aankho Se Nikala Na
Gaya, Usne Mujhe Dard Is
Liye Diya, Kyun Ki Usye
Mera Pyar Sambhala Na Gaya!
Intzar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,Agar
hai to ek mohbbat,jo in tanhayion se ho gayi hai..!
Kitna Bebas Hai Insaan Kismat
Ke Aage, Kitne Door Hain Khawab
Hakikat Ke Aage, Koi Ruki Hui
Si Dhadkan Se Puche, Kitna Tadapta
Hai Yeh Dil Mohabbat Ke Aage.
Ek Tufaan Aaya Aur Sab Kuch
Uda
Kar Chala Gaya, Gujra Hua
Waqt
Bahut Kuch Sikha Kar Chala
Gaya
Kabhi Socha Na Tha Dunia Me
Aise
Log Bhi Hote Hai Jinhe Chup
Karaya
Wahi Hume Rula Kar Chala
Gaya