Broken Heart Status Hindi (2026) - टूटे दिल के हिंदी स्टेटस
पढ़िए टूटे दिल का दर्द बयां करती हिंदी शायरी और ब्रेकअप स्टेटस (Updated Daily)
Total Status-(409)
Naseeb ban kar koi Zindagi mein aata hai,
fir khawab ban kar...!!Aankho mein sama jata hai,
yakeen dilata hai ki wo hamara hi hai,
fir na jane kyuWaqt ke sath badal jata hai..
Ek Zara Si Bhool Khata Ban Gayi....!!
Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi....!
Dil Liya Aur Khel Kar Tod Diya Usne....
Hamari Jaan Gayi Aur Unki Ada Ban Gayi....!
Wo Ye Galat Faimi Me Jee Rahe Hai
Ki Humne Hamara Pyar Aur Sab Kuch Bhula Diya Hai,
Agar Jindagi Rahi To Kabhi Unhe Pata Lagega,
Ki Jaha Se Unhone Hame Chhoda Tha,
Sab Kuch Wahi Hai Kuch Nahi Badla Hamare Jindagi Me,
Magar Wo Bahut Aage Bad Gaye Hai.
Jub Kuch Sapne Adhure Reh Jate Hain,
Tab Dil Ke Dard Ansu Ban Ke Beh Jate Hain,
Jo Kehte Ki Hum Sirf Aap Ke Hain,
Pata nahi Kaise Alvida Keh Jate Hain.
Koi khusiyon ki chah me roya
Koi dukho ki panah me roya.
.
.
.
.
.
Ajeeb silsila hai dunia ka
.
.
.
.
Koi bharoshe ke liye roya
Koi bharosha kar ke roya.
Ansun Nikal Aae Hain Rone Se Pehale,
Har Khwab Toot Jaatein Hain Sone Se Pahele,
Ishq Hain Gunaah Ye To Samaz Main Aagaya,
Kaash Koi Rok Letha Ye HoneSe Pahele.
Logo Ne Mere Gam Ka Tamasha Bana Diya,
Chaman Ke Sath Mera Dil Bhi Jala Diya,
Apno Ne Mere Pyar Ka Kuch Yu Sila Diya,
Ulfat Ke Badle Khun Ke Aanshu Rula Diya.
Es Duniya Mein Koi Kisi Ka Nahi
Hota, Lakh Nibhao Rishta Koi
Apna Nahi Hota, Galatfehmi
Rehti Hai Kuch Dino Ke Liye
Lekin Uske Baad Aankhon Mein
Aansuon Ke Siwa Kuch Nahi Hota.
Mujhe To Bharosa Hai,
Phir Kyu Dil Me Ye Gum Jhoom Jate Hai,
Mai Kahta Hu Tu Galat Hai,
Par Dil Kahta Hai,
Tujhe Nahi Malum Jin Labo Par Tu Bharosa Karta Hai,
Aksar Unhi Labo Ko Kisi Ke Lab Choom Jate Hai.
Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De
Aisa Kar Ya Rab Meri Hasti Mita De
Yu Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar
Hai
Kabi Na Khule Ankhen Meri Tu Aisi Neend
Sula De..!
Tanha Mausam Hai Aur Udaas Raat Hai
Wo Mil Ke Bichad Gaye Ye Kaisi Mulaqat Hai
Dil Dharak To Raha Hai Magar Awaz Nahi Hai
Wo Dharkan Bhi Saath Le Gaye Kitni Ajeeb
Baat Hai..!
ab tu wafa ke naam se nafrat si ho gayi
uljhe hain dost jab se teri dosti mein hum
abad wo hai ger ke pehlu mein beth kar
barbaad ho gaye hain rah e aashqui mein hum
Sawalon Me Ulajh Ke Reh Gayi Duniya Meri
Kyo Hui Aise Jo Hai Aaj Haalat Meri
Kya Tha Kasoor Jo Mili Itne Badi Saza
Kya Hai Teri Bewafai Ki Wajah
Kyo Toda Tumne Mere Dil Ko
Kya Thi Kami, Sirf Jaan Hi Toh Na Di Thi Tumko
Agar Maang Laati Meri Jaan Bhi Toh Shayad Itna Dard Na Hota
Jitna Jeene Me Teri Bewafai Ke Saath Hota Hai
Ek Ehsaan Ker, Apne Saath Leja Apni Yaadon Ko
Apni Muskurahat Aur Apni Baato Ko..