Shopkeeper: This sweater's made of pure virgin wool sir.
Santa: You see I m not interested in the morals of the sheep.Just tell me, will it keep me warm?
‚‚ Santa Banta Hindi Jokes ‚‚
Santa ne theke k malik ko raat
1 bj phone kiya : bhaji theka kitne bj khulega
Malik:swer 9 bj
1 ghnte baad,
fir santa ne fon kiya : bhaji theka kitne bj khulega
Malik:swer 9wje
Santa ne 3-4 war aisa hi kiya
5vi war malik gusse se bola tujhe kya chahiye
santa:kuch nhi bhaaji,
main theke k andar betha hu.mujhe ghar Jana hai
§:: Santa Banta Short Jokes ::§::
Santa 14th floor se niche gir gaya,
Girte waqt usne apni ghar ki khidki se
apni biwi ko roti banate huye dekha aur
wo zor se chilaya “Mere liye mat banana…”
‚ New Santa Banta jokes in Hindi ‚
Santa Date pe Gya,
After dinner Ahista se bola
Main kuch kehna chahta hu ,tm Naraz to nhi hogi?
Girl shrma k-Nhi ap Kaho na
Santa-Bill adha-2 kr le.
‚ New Santa Banta jokes in Hindi ‚
Santa Drivs In To 1-Way & Cros NO ENTRY Board Police: No ENTRY Ka Board Nai Dekha ? Santa: Mujhe Laga Film Ka Poster Hai..
‚ New Santa Banta jokes in Hindi ‚
Ek baar Santa Gangubai ke ghar jaata hai aur darwaza knock karta hai.
Gangubai: Kaun ? Santa: Main !Gangubai: Main kaun?
Santa: Tu Gangubai...:-)
Santa to his Fatty Wife: Operation Me mujhe Kuch Ho Gya
To Doctor Se Shadi Kar Lena
Fatty Wife: Aisa Kyu Kah Rahe Ho?
santa: Q Ki Badla Lene Ka Yahi Tarika he
Santa 1st time plane par baitha,
jaise hi plane ka agla tyre upar utha,
santa pilot ko maarne laga.
or bola:main pehle hi dara hua hu or tu stunt maar raha hai
Santa English k paper me fail ho gaya translation ki wajah se..
1.Main ek aam aadmi hoon. - I m a mango man.
2.Mujhe English aati hai. ... English comes to me.
3.Mera taluq Haripur hazara se hai. I blong 2 greenpur thousanda.
4.Sadak par goliyan chal rahi hai. tablets r walking on d road.
‚ santa banta new jokes ‚
Santa ek Baarat me gya
Waha use baar-baar PAANI parosa ja rha tha
Preshan hokr
Santa chillaya: Gale me paani fas gya h,
thode “RASGULE DO”
‚ santa banta new jokes ‚
Santa Banta Ko Thappad Mara
Banta-Ye Tune Mazak Me Maara Ya Seriously
Santa-Seriously
Banta-Fir Thik Hai,Muze Mazak Bilkul Pasand Nahi
‚ santa banta new jokes ‚
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai!
Maa: Bolo beta.
Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye.
Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki.
Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli.
santa :.... plane pilot se headfone chin rha tha
pilot :.... ye kya kar rhe ho santa:.... saale ticket k paise hm log de aur gane tu akela sunega........haan
:: Santa Banta Hindi Jokes ::
Santa : Soch Raha Hu Ki USA Ghum Aaun,
Kitna Paisa Lagega?
Banta : Kuch B Nahi
Santa : Kaise?
Banta : Sochne K Liye Paise Nahi Lagte
Santa and banta jungle mein, samne aaya sher… Banta ne sher ki aakhon main mitti phenki, aur bhaagne lagaa aur santa ko bhi bhaagne ko kahaa. Santa : Main kyu bhagu, mitti to tune phenki hai.