santa aur banta k bich mai fight ho rahi thi
banta:- saale mai tere kapde phaad k tujhe naanga kar doonga
santa:- dekh serious ladai mai romantic baat mat kar
Jaj: Suna hai pichale 10 saal se tmne apni biwi ko dara dhamka k rakha hai.
Santa : Par Janab
Jaj : Safai ki jarurat nahi bas itna batao ye tumne kiya kaise
Sasur (Damad se): Beta kal tumhare sale ke liye Ladki
dekhne jana hai, tum kal a jayo!
Damad: Sasur Ji, aap apne hisab se dekh lo,
yaha to mera khud ka Decision galat huya pada hai!
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai..
Apna Banta Pehli Baar Ek 5 Star Hotel Mein Gaya. Jhijhakte Hue Usne Chai Ka Order De Diya.
Kuch Hi Minutes Mein Ek Well Dressed Aur Smart Sa Waiter Ek Kettle Mein Garam Pani, Ek Kettle Mein Garam Doodh, Kuch Chai Patti Ke Pouch Aur Kuch Sugar Cubes De Gaya.
Thodi Der Baad Waiter Phir Se Aata Hai Aur Banta Se Puchta Hai: Sir, Kuch Aur Lenge Aap ?
Banta Bade Hi Dissappointed Se Lahaje Mein Bolta Hai: Yaar Ichcha Toh Biryani Khaane Ki Thi But Rehne Do.. Mujhe Banani Nahin Aati Aur Time Bhi Kaafi Lag Jayega..
Ek baar santa ko koi 8th floor par bulata hai. Jb vo vaha jata hai to flat ke samne likha rehta hai "Santa April Fool" to
Santa likhta hai "Mai to yahan pr aya hi nhi tha.'
santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada?
doctor-konsa game khelteho?
santa-mobile mai snake wala
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
Very funny girlfriend boyfriend jokes 2016-
Girlfriend- Mat karo kisi baat ke liye ettna jor
nahi to boyfriend bana lungi koi aur dungi tumko chor...
Boyfriend- Sweety mene tere credit card par le liya 25,00000 loan
Tu maat jana mughe chhorkar tere siva mera hai koon
Boyfriend rocked Girlfriend shocked...
New Boss-employee jokes-
Employee-Hello Boss mughe terrorist ne pakad liya hai
dono hath kaat diye, 1 aakh phor de, kidney nikal liya
Boss-dekh le ho sake to aa ja yaar aaj Audit hai....