Hindi Shayari (2026) - हिंदी शायरी
पढ़िए सबसे खूबसूरत हिंदी शायरी, लव शायरी और दिल को छू जाने वाली पंक्तियां (Updated Daily)
Total Status-(0)
Zindgi se ruthna takdir nahi hoti
Kisi ki yado me khona zindgi nahi hoti
Bhul jao pi6le sare gamo ko
Qki aane wali zindgi JANNAT=2 se kam nahi hoti. Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
Dur Hokar Karib rehna Nazakat
Hai Meri
Yaad Bankar Aankho Se Behna
Shrarat Hai Meri
Karib Na Hote Huye Bi Karib
Paoge
Kyoki Ehasas Bankar Dil Mai
Rehna Aadat Hai Meri.
By
Heart Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
Aaj kuch Beete huye lamho Se MULAQAT
hui Kuch Bhule Huye SAPNO Se Baat hui,
"I Miss You" Bolna chaha sbhi Doston Ko,To
aap ki hi YAADO Se Shuruvaat hui. Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
Ishq Walon Ki
Kismat Buri Hoti Hai,
Har Mulakat
Judayi Se Judi Hoti Hai,
Kahi Bhi Dekh
Lena Aazmakar,
Sacche Pyar Ko
Judayi Hi Naseeb Hoti Hai. Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Dil Bhar chuka hai teri mehfil se magar,
Kuch to baat hai tujhme jo rok leti hai..
2. Vo guzre hue lamhe aaj fir gunguna uthe hain zahan mein,
Jaise shant samandar ki lahron par toofan ne dastak di hai..
3. Acha banaya ashiyana tumne pyar ka,
Buniyaad le gaye mere ghar ki ukhaad kar.. Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Kisi ko itna na sata ke wo zindgi ki baazi hi haar jaye…… .
Ae-mere-Khuda.. Barishon se gir jate he kabhi kabhi pakke makaan bhi…
2. Jal jate hai mere andaaz se dushman,
kyunki ek muddat se na to mene mohhabat badli, na hi dost..!!
3. Kahan se laun roj naya dil, Dil todne walon ne to majak bana rakha hai…!!
4. Kaha tha na tujhe ae dil mohabbat na kar…. .
dekh ab kaise ruk ruk kar chal rahi hain meri saasein.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Ajab Hunnar Hai Mere Hath Mein, Yeh Sher Likhne Ka;
Mein Apni Barbadiyan Likhta Hun, Log Wah Wah Karte Hain!
2. Mujh Par Sitam Dha Gaye Meri Hi Ghazal Ke Sher;
Padh-Padh Ke Kho Rahe Hain Woh, Kisi Aur Ke Khayal Mein…!!!
3. Khoob Yeh Tumne Kaha Ke Hashr Mein Mil Jayeenge…,
Iss Khadar Bheed Mein Kab Hoti Hai Mulaqaat Bhalaa..!!!!
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Bus itns sa fasana hai meri mohabbat ka
Wo inkar karti rahi main izhar karta raha.
2. Suna hai aaj us ke ankho me aa gaye Aansoo…
Wo Bachho ko sikha rahi thi mohabbat aise likhte hai..
3. Likhne wale ek ehsaan likh de
Mere yaar ki taqdir me uska pyar likh de.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Ishq parvaan na chadhe to nakami,
Aur chadh jaye to badnaami..
2. Dost Ban kar Dushmani Na Nibhana..
Mere dil Mein tum Rehna..
Mujhe Bhi apne dil Mein Rehne Dena..
3. Hume kya pata tha mausam aise ro padega,
Humne to aasman ko bus apni dastan hi sunai thi.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Mausam ki missal dun ya tumhari,
Sawal utha hai badalna kise kehte hai.
2. Wo shayad matlab se milti thi,
Mujhe to bas milne se matlab tha..!!
3. Hum bane hi tabah hone ke liye the.
Apka milna to ek bahana tha.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Gum ki andheri raat mein dil ko na bekarar kaar..
Subah jarur aayegi, subah ka intezar kar!!!
2. Zindagi apne hi dum par jee jati hai..
Dusro ke sahare to janaazey utha karte hai!!
3. Muskurakar gum ka zahar jisko pina aa gaya….
Yeh haqikat hai ki jam mein usko jina aa gya!!!
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Usne pucha zindagi kisne barbad kar di.
Humne ungli uthai aur apne hi dil pe rakh di.
2. Uske hath ki giraft dheeli padi to yeh ehsaas hua mujhe,
ki yahi wo jagah hai jahan rasta badalna hai..!!
3. Chhodo Wafaon Ke kisse Yeh Umron Ka Rona Hai..
Pehle Hi Kaun Hamara Tha Ab Kisne Hamara Hona Hai.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Ishq or sukoon wo bhi dono ek sath???
rehne do yaar koi or akal wali bat karo..
2. Agayi hai Adakari ab mujhe…
Ab tere jane ka shayad mujhe koyi gam nahi..
3. Sukhe patto ki tarah bikhre the ae dost
kisi ne sameta v to sirf jalane ke liye.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Khud Se Mujhe Jo Hai, Wo Gila kis se Main Karun..
Mujh ko Manaye Kaun, Ki Khud se Khafa Hun Main.
2. Pata nahi aur kis kis ka ho gaya wo shakhs….!!
Jo kabhi mera hone ka dawa karta tha….!!
3. Kisi Ki Yaadon sa agar zindagi Guzar Jati ..
To kabhi tujhse milne ki main dua na karta…
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Bahut roka tha is dil ko ki usse itni mohabbat na kar
Ab dard bhi saha nahi jata tere har baar na karne se…….
2.Hum Hi Betaab Nahi Hain Dard-E-Judai Ki Kasam…!!!
Kabhi To Wo Bhi Royega Tanhai Mein Hamein Yaad Kar Ke
3. Tum Paas Ho To Khuda Se Aur Kya Maangu !
Meri Zindagi Ki Tamaam Hassratein Ho Tum.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Uski chahat ka sajda kuch aisa kiya ki fir rab ke sajde me sar ko jhukana bhul gayi…
Apni chahat ka iqrar kiya sare zamane ke samne bas ek use batana bhul gayi. ..
2. Masoom bachchon ko ilm nahi mazhabon ka..
Chale jate hain mandiro ko salaam karte karte..
3. Kitabon ki tarah bahut alfaaz the mere paas..
kitabon ki tarah hi ab,khamosh rahta hu main..
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Ab Se Badal Liye Hain Hamne Zindagi Ke Usool,
Jo Yaad Karega Wahi Yaad Rahega..
2. Parindon ki fitrat se aaye the vo hamare dil mein,
Zara sa pankh kya nikal aaye ki aashiyana chhod gaye..
3. Jo sirfire hote hain itihaas vo hi likhte hain,
Samajhdar to sirf use padte hain.. Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Ab saza de hi chuki ho to mera haal na poochna,
Gar main begunah nikla to afsos bahut hoga..
2. Jab hui thi mohabbat to laga kisi achhe kaam ka asar hai..
Nahi thi khabar ke gunaho ki aisi bhi saza hoti hai..
3. Fikr to teri aaj bhi karte hain..
Par jikr karne ka haq nahi raha..
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Tazurba insaan ko galat faislon se bachata hai,
Magar tazurba galat faisle se hi aata hai.
2. Bansuri se sikh le ae zindagi.. ek naya sabak,
Lakh seene mein zakham ho, phir bhi gungunana chahiye..
3. Husn ae mujjassim ho ya sanwli si surat,
Ishq agar ruh se ho to har chehra kamaal lagta hai. Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Zindagi ke usool kabaddi ki tarah hain,
Jaise hi safalta chhute hain log lag jate hain peeche khinchne mein..
2. Khuda ne likha hi nahi tujhe mere naseeb mein,
Warna khoya to bahut kuch tha tujhe pane ke liye..
3. Thokarein kha kar bhi na sambhle tomusafir ka naseeb,
Warna patharon ne to apna farz nibha hi diya..
4. Mujhe maloom hai ki yeh khwab jhuthe aur khwahish adhoori hai,
Magar jinda rehne ke liye kuch galatfahmiyan jaruri hai..
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Tum se Ache Toh Mere Dushman Nikle..
Jo Har Baat Pe Kehte Hain Ki Tumhe chodenge Nahi.. !!
2. Bahut Rulaya Hai Logon Ne Pyar Ki Khatir Aye Maut.!
Agar Tu Sath De Toh Sabh Ko Rulane Ka Irada Hai Mera
3. Talash kar meri kami ko apne dil mein ek baar,
Dard ho to samajh lena mohabbat abhi baki hai..
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Kaam aisa karo ki naam ho jaye, ya phir,
Naam aisa karo ki sunte he kaam ho jaye…!
2. If you want to go fast, go alone,
If you want to go far, go together.
3. Sukhe honthon se hi hoti hain meethi baatein.
Pyas bujh jaye to alfaz or insan dono badal jate hai.
4. If you want to live a happy life,
Tie it to a goal, not to people or thing
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1.Yeh Zaroori Nahi Ki Har Baat vo Meri Samjhe..
Zaroori Yeh Hai Ki vo Mujhe Kuchh To SamJhe.
2. Hum Matlabi nahi ki Chahne walo ko dokha dein..
Bas humein samajhna har kisi ke bas ki baat nahi.
3. Aaj bheed to bahut thi bazaaron mein..
Phir bhi tanha tha main uske bina hazaaron mein
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
Zindagi se har ek mauj mili…
Kabhi kabhi nahi har roz mili…
Bas ek sacha dost manga tha zindagi se..
Mujhe toh puri fauj Mili..!!
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Hath Ki Lakeer Sirf Sajawat Bayaan Karti Hain
Qismat Aagr Maloom Hoti Toh Kabhi Ishq Na Karte.
2. Mausam badal raha hai apna khayal rakhna
Kyun ki badalte mausam aur badalte log,dono hi takleef dete hain..
3. Aksar log puchte hain kiske liye likhte ho
Aksar dil sochta hai kaash koi hota.
4. Kabhi tanhayi, kabhi tadap, kabhi bebasi to kabhi intezaar..
Yeh marz bhi kya khoob hai jise ishq kehte hain.
5. Dilwale to aur bhi honge tere shehar mein
Magar hamara andaz-E-wafa tumhe aksar yaad aayega..
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Waakif hain hum is duniya ke riwazon se
Jab dil bhar jata hai toh har koi bhula deta hai..!!
2. Uski bewafai par bhi fida hoti hai jaan meri
Khuda jane usme wafa hoti to kya hota..!!
3. Tune to rula ke rakh diya aye-zindagi.
Jaakar puch meri maa se kitne laadle the hum..!
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Tareekh hazaar saal mein bus itni si badli hai,
Tab Dard pathar ka tha ab log pathar ke hain.
2. Pyaar kehta Hai mujhe Kar ke dekho…
Maut se na milwa dia to mera naam badal Dena.
3. Raat bhar jalta raha yeh dil usi ke yaad mein,
Samajh nahi aata dard pyar karne se hota hai ya yaad karne se.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
. Jaane kaun se gham ko chhupane ki koshish thi unki,
Aaj har baat par unko muskuraate dekha..
2. Yeh samaj paao to sab kuch samaj paoge,
Waqt lamhon mein khoob nazar aata hai fir bhi guzar jata hai..
3. Kaise Gujarti hai Meri Har Ek Shaam Tere Bagair,
Agar Tu Dekhle To Kabhi Tanha Na Chhodte Mujhe.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Mujhe mere kal ki fikar aaj bhi nahi hai.
Par khawahish tujhe pane ki kayamat tak rahegi..
2. Itni thokarein dene ke liye shukriya-e-zindagi,
Chalne ka na sahi, sambhalne ka hunar to aa gaya.
3. Aaj kal sab samajhte hai baat matlab ki,
koi nahi samajhta matlab baat ka.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text
1. Wo khud ko phool aur hum ko patthar keh kar muskuraya karte hain,
Unko kya khabar patthar to patthar rehte hain phool hi murjhaya karte hain..
2. Dosti khas nahi hoti,
Lekin jinse hoti hai vo log khas ban jate hai .
3. Kaise khatam kar doon main apna rishta usse,
Jisse sirf mehsus karne se hi main saari duniya bhul jata hoon.
Download Image Share Image on WhatsApp Copy Text