कुछ लोग कहते है की बदल गया हूँ मैं,
उनको ये नहीं पता की संभल गया हूँ मैं,
उदासी आज भी मेरे चेहरे से झलकती है,
पर
अब दर्द में भी मुस्कुराना सीख गया हूँ मैं|
मेरी रूह में न समाती तो भूल जाता तुम्हे,
तुम इतना पास न आती तो भूल जाता तुम्हे,
यह कहते हुए मेरा ताल्लुक नहीं तुमसे कोई,
आँखों में आंसू न आते तो भूल जाता तुम्हे|
कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए.
Begano se dosti ki gunjais nahi hoti,
Mout ke badh koi khavaish nahi hoti.
Saayad koi Quite sa dil tuta hoga,
Warna June ke mahine mein barish nahi hoti.
I am sorry My Dear Friend!!!
Zamane Se Alag Aap Me Sharafat Dekhi Hai,
Aapke DiL Me Khub Mohabat Dekhi Hai,
Aap Insan Ho Ya Koi Farishta,
Aapki Dosti Me Rab Ki ibadat Dekhi Hai.
mσnѕtєr
ere pyar me do pal ki zindagi bahut hai,
Ek pal ki hansi or ek pal ki khushi bahut hai,
Yeh duniya mujhe jane, ya na jaane,
Teri aankhe mujhe pehchane yhi bahut hain.
Khuda ki fursat me ek pal aya hoga,
Jab usne ap jese pyare insan ko bnaya hoga,
Na jane kounsi dua kubool huyi hamari,
Jo usney aap ko humsey milaya hoga...!!!!
Take my eyes but let me see you,
Take my mind but let me think about you
Take my hand but let me touch you
But don’t try to take my heart
Because its already with you….!!
Sapno ki duniya mein hum khote gaye,
Hosh mein the fir bhi madhosh hote gaye,
Jane kya jadoo tha us ajnabi chahere mein,
Khud ko bahut roka fir bhi uske hote gaye..
Dil mein ummidon ki shama jala rakhi hai. Hum NE apni alag duniya basa rakhi hai. Is yakin ke saath ki ayega aapka reply. Humne apni nazar cell par bichha rakhi ha