Friendship, Yaari Dosti & Mohabbat Status (2026) - यारी दोस्ती और मोहब्बत स्टेटस

पढ़िए सच्ची यारी दोस्ती, प्यार मोहब्बत और दोस्ती शायरी स्टेटस (Updated Daily)
Total Status-(189)

Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par man jana manane se,
Warna yeh bhigi palkein le ke hum kaha jayenge…


Download Image

Dooriyon say fark padhta nahi hai
Baatain to dilon ki nazdikiyon say hoti hai
Dost to kuch khaas aap jaisay hotay hain
Warna mulaqat tu najaney kitnon say hoti hai


Download Image

Dosti har chehre ki muskaan hoti hai,
dosti sukh - dukh ki pehchaan hoti hai,
koi rooth jaye to dil pe mat lena,
kyunki dosti zara si nadaan bhi hoti hai.


Download Image

Humari Galtiyo Se Kahi Tut Na Jana,
Humari Shrarat Se Kahi Ruth Na Jana,
Tumhari Dosti Hi Humari Zindagi He,
Is Pyare Se Bandhan Ko Bhul Na Jana.


Download Image

zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.


Download Image

Kuch rishte "RAB" banata hai,
Kuch rishte "LOG" banate hain,
Par kuch log bina kisi rishte ke rishte nibhate hai
Shayad wo hi "DOST" kehlate h


Download Image

A true friend is an angel sent by God;
He stands by your side through the good as well as the bad;
And loves you when you don't love yourself.
Dear friend, thanks for being my lifeline!


Download Image

KHUDA ne 1 ful uthaya,
Use sweet water mai bhigoya
Use pyar se sahlaya or is tarh apko banaya,
Fir GOD ne muje diya or kaha,”SPECIAL FRND JUST 4U”


Download Image

Din Aate Hai, Din Jate Hai
Kuch Lamhe Aap K Bin Guzar Nahi Pate Hai
Inhi Lamho Ko Samet K Dekhu To
Aap Jaise Nalayak Dost Bahot Yaad Aate Hai


Download Image

« Previous1...567
📝 Text Status 🏠 Home 📂 Categories 🎥 Video Status