Friendship, Yaari Dosti & Mohabbat Status (2026) - यारी दोस्ती और मोहब्बत स्टेटस

पढ़िए सच्ची यारी दोस्ती, प्यार मोहब्बत और दोस्ती शायरी स्टेटस (Updated Daily)
Total Status-(189)

Ek sacha dost wahi he jo apka pahla ansu ponch le dusra ansu rok le or agar tisra ansu aya to jor se thappad mare or kahe 'le ab khul k ro le

Download Image

Dil ke jajbaat ki aawaz nahi hoti,
Ikraar mein suron ki barsaat nahi hoti,
Nigahein bayan kar deti hai saari dastaan,
Dosti lafzon ki mohataaz nahi hoti.


Download Image

Kitne ajiz ho tum ye batayen kaise
Hamari sacchai aap ko dikhayen kaise
Aapki dosti hai anmol hamare liye
Aapko chand lafzon mein samjhayen kaise


Download Image

Ruthne ka haq aap rakhte hai
manane ki chahat hum rakhte hai,
aapke hoton pe muskurahat yu hi bani rahe,
yehi dua rab se hum roz karte hai.


Download Image

Dosti ki keemat kabhi adaa nahi hoti.
Acchi Dosti kabhi juda nahi hoti.
Aap ki ada par mar mite hai warna
yuhi hamari dosti kisi par fida nahi hoti.


Download Image

Pholo ki mehak ko churaya nahi jata,
suraj ki kirno ko chupaya nahijata,
kitni vi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata.


Download Image

Zindagi main log milte hain *EVERY TIME*
Or ache lagte hain *SOME TIME*
Dost bante hain *ONE TIME*
Per yaad ate hain *LIFE TIME*


Download Image

Dost woh hai jo, January ki dhoop ho, February ki sham ho, march ki khushboo ho, April ki hawa ho,
May ki subha ho, June ki chaaown ho, July ki barish ho, August ki taron bhari raat ho, September ki rimjhim ho, October ki chandani raat ho, November ki bahar ho, December ki sard sham main humare sath ho,


Download Image

CHAND SE JAB MULAKAT HOTI H…
Aapke Bareme unse kuch baat hoti h…
Wo kehte h mere pas khubsurat sitara h…
hum kehte h usse bhi dilkash dost hamara hai..


Download Image

God apun se pucha, Kidhar jana mangta ?
SWARG YA NARAK ? Apun bola NARAK !
Apun ko malum, Tum sala dost log udharich milega,
Bole to Jidhar tum, Woich apun ka SWARAG!!


Download Image

Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota hai..


Download Image

Rishta khaas nahi khaas ho aap ho baat kuch nahi par jazbat aap ho aas kuch nahi viswash aap ho dosti par duniya luta denge jab dost aap ho


Download Image

Aik din bahroon k phool murjha jayeenge,
jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge,
ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab,
duur bahat duur hum tum se chale jayeenge!


Download Image

Yeh sms jin "khubsurat" logo ko milta hai,
woh 5 sec baad behosh ho jate hain,

1,

2,

3,

4,

5,

Nhi behosh hue na,
"khubsusat" hote to behosh hote na.


Download Image

Sham ki tanhai mein kho na jaana,
Kisi ki masti mein doob na janaa,
Milengi zarur manzilein tumhe,
Unhe pakar hum jaise doston ko bhool na jana…


Download Image

Lakh Chahoge Hume..par Bhul Na Paaoge...
Humse Juda Ho Kar Jee Na Paoge...
Chahe Kitni Bhi Khushyaan Luta Do Hum Par...
Humari Dosti Ko Overtake Nahi Kar Paaoge.


Download Image

Ap jaisa pyaara dost khone nahi denge,
Ap ko is Poem group se alag hone nahi denge ,
Roz izzat se ache comments kiya karo
verna aankh mein mirchi dal denge aur dhone nahi denge.


Download Image

Yahi to khoobsurat dosti ka nata he
Jo bina kisi shart ke jiya jata he
Rahe duriyan darmiyan to parwaah nai
Dost to harpal dil me basaya jaata he


Download Image

Bole wo dosti, chup rahe wo pyar;
milaye wo dosti, juda karaye wo pyar ;
hasaye Wo dosti, rulayeWo pyar;
phir Bhi log dosti chodkar kyo karte hai pyar


Download Image

mehnat lagti h sapno ko hakikat bnane m,
Hosla lagta h bulandiyo ko pane m,
Arsa lag jata h jindgi bnane m,
Jindgi kam padti h 1 sacha dost pane m!


Download Image

Doston ki kami ko pehchante hai hum
Duniya ke gamo ko bhi jante hai hum.
Aap jaise doston ka sahara hai
Tabhi to aaj bhi haskar jina jante hai h


Download Image

Dard tha dil me par jataya kabhi nhi.
Aansu the aankho me par dikhaya kabhi nhi.
Yahi fark h DOSTI or PYAR me.
ISHQ ne hasaya kabhi nahi,
or DOSTO ne rulaya kabhi nahi.


Download Image

Dost ko bhulana galat hai,
Unhi ka zindagi bhar saath hai,
Agar bhul gaye to khali haath hai,
Aur agar saath rahe to zamana kahega:
KYA BAAT HAI


Download Image

Andhere ne Kabhi Roshni Nahi Dekhi
Maut ne kabhi Zindagi nahi dekhi
Jo Kehte hai Mit Jati hai Duryo se dosti
Unhone Shayad Humari Dosti nahi dekh


Download Image

Apki Kanjusi Dil Ko Bha Gai
Hamain Bhi Apne Fone K Balance Ki Keemat Samajh Aa Gai
Socha Ab Apko Message Na Karein
Magar Ye Kambakht Dosti Hamain Yaad aa Gai


Download Image

Dosti insan ki zaroorat hai,
Dilon pe dosti ki huqumat hai,
Aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna
Khuda ko bhi hamari zaroorat hai.


Download Image

Har Koyi Pyar Ke Liye Tarapta Hai…
Har Koyi Pyar Ke Liye Rota Hai….
Meri baat Ko Galat Mat Samajh Na….
Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai


Download Image

Ishq aur dosti meri jindgi ka guman hai..
Ishq meri ruh hai to dosti mera iman hai..
Ishq pe kardu fida saari zindgi..
Magar dosti pe mera ishq kurban hai


Download Image

Duniya Me Bohut Gam Milege
Sach Mano Achhe Dost Kam Milege
Jish Mod Sab Shath Chhod Dege
Us Mod Per Intjaar Karte Hum Milege !


Download Image

Aaj dosti par ek kitaab likhenge
Doston k sath gujri har baat likhenge
jab batana ho dost kaisa hota hain
tumhe soch kar har baat likhenge


Download Image

« Previous1...4567Next »
📝 Text Status 🏠 Home 📂 Categories 🎥 Video Status