Sad Hindi Status (2026) - सैड हिंदी स्टेटस

पढ़िए सबसे दर्द भरी हिंदी शायरी, इमोशनल लाइन्स और टूटे दिल के स्टेटस (Updated Daily)
Total Status-(1314)

Aankhon Mein Aansuo Ki Lakir Ban Gayi,
Socha Nahi Tha Aisi Takdir Ban Gayi,
.
Humne To Uhi Feri Thi Ret Pe Ungliya,
Gaur Se Dekha Jaalim To Teri Tasveer Ban Gayi....


Download Image

Majboori mein jab koi juda hota hai,
zaroori nhi ke wo #Bewafa hota hai,
.
de kar wo apki aankhon me aansu,
akele me apse bhi zyada rota hai. :( :'(


Download Image

mat pucho mere dard ki inteha mujhse
ye wo samandar hai jis me jahan kho jaata hai
Laut ta hai to khud ko bhi bedard pata hai
aur apni hi pehchaan bhul jaata hai...


Download Image

Lafj Kitne Tere Pairon Niche Bhikhre Honge
Tune Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga
.
Jab Sukhe Phool Kitabo Se Nikale Honge
Tabb Dene Wala Bhi Tujhe Yaad Aaya Hoga...


Download Image

Naa to samander se pyas bhujhti hai
Aur na hi aansu piye jate hain.
lagi ho aag #Dil me jab
Tab sirf mainkhane kaam aate hain...


Download Image

Sukun apne Dil ka maine kho diya..
Khud ko tanhayi ke samander me dubo diya.
Jo tha mere muskurane ki wajah...
Aaj uski kami ne meri palko ko bhigo diya.....


Download Image

Khamosh baithe hain
to log kehtay hain udaasi acchi nahi....
Zara sa hans lein
to log muskurane ki wajah poochte hain…


Download Image

Dhokha deke mere Dil ko kar dia kharab,
yaadon mein tumhari peene lag gya sharab.
jo dil mein mere jalta rha,,
Wo aaj bhuj gya pyar ka chirag .....


Download Image

Zarurat Nahi Aaj Mohabbat Ki Hame,
Kal Jab Thi Tab Use Gurur Tha!!
Hum Hi Naye The #Ishq Ke Shaher Me
Jo Na Jaan Paye, Ke Uska Ghar To
#Bewafai Ke Liye Mashoor Tha...!!


Download Image

Apni To Zindagi Ki Ajeeb Kahani Hai,
Jis Cheez Ko Chaha Vo Begani Hai,
Hanste Hain To Sirf Duniya Ke Liye,
Warna in Aankhon Mein Sirf Paani Hi Paani Hai... :(


Download Image

Kaise ham batayein ki ham pyar tum hi se karte hai,
Kaise ham batayein ki ham tum par hi bas marte hai.
Par ham tumse ikraar karne se darte hai,
Tere #ishq ne aise ghaav diye jo tujhe dekhe bin na bharte hai.


Download Image

Apni kismat pe naaz tha hame,
apni chahat pe aitbaar tha hame,

bewafayi na ki usne hamse...
Ye to bass kismat ki ek ladai thi hamse..

Wo na to aaj bhi itni door hai, na kahi hogi...
Iss bewafa kismat me kahi to uski mulakat likhi hogi...


Download Image

Hum To Uski Har Khwaish
Poori Karne Ka Vada Kar Baithe....
.
Hame Kya Pata Tha Ki....
Hame Chorna bhi Uski Ek Khwaish Thi...


Download Image

Aankhon mein aansu hi na bache rone ko
khoyen kya kuch bacha hi nahi khone ko
Zindagi chalte chalte jane kis daldal me fas gai,
do gaj zameen mangi vo bhi na mili sone ko....


Download Image

Bin dekhe tumko raha nhi jata,
Dil de kar dard saha nhi jata...
kab takk jiyuga yaadon ke sahare,,,
abb yaadon ke sahare jiya nhi jata...


Download Image

Aankho ne na jane kab kab reh kar ansu piye
Hum to usi k liye marenge jiske liye jiye
Unke Dil me hamare liye abhi koi jagah ni hai
Par wo bhi ek din royenge hamare liye...


Download Image

Pathhar noor ko benoor bana deta hai
Chote se ghav ko nasoor bana deta hai
Aadmi kab chahta hai k veh gunaho se pyar kare
Par waqt use majboor bana deta hai...


Download Image

Log Puchte Hain Kyon Surkh Hain Tumhari Aankhein,,,
Hans Ke Keh Deti Hoon Raat Ko So Na Saki...
Lakh Chahoon Bhi Magar Ye Keh Na Sakoon,,,
Raat Ko Rone Ki Hasrat Thi Magar Ro Na Saki!


Download Image

Aankho ko yun hi nam kar liya
Hum roye kahan the
Marne ka ek bahana tha
To hum jiye hi kahan the
Humne apni taqdeer khud likhi hai
Kisi ko puchne ka haq nahi
k tum khoye kahan the...


Download Image

Zindagi me har mod par khushi nahi milti
#Mohabbat bhi ek baar kho jaye dobara nahi milti
Kuch majburiyan alag kar deti hain do premiyo ko
Varna mohabbat ke aage khuda ki bhi nahi chalti...


Download Image

Ek Pal Bhi Chain Na Aaye To Kya Kru,
Har Pal Teri Yaad Sataye To Main Kya Kru,
Kehte Hain Ki Kanto Par Bhi Neend Aa Jati Hai,
Mere Ashq Mujhe Raat Bhar Jagayein To Kya Kru…. :(


Download Image

Zindagi tanha hai jee rahe hain fir bhi
Pyar gunah hai kar rahe hain fir bhi...
Kaun nahi janta k pyar me ansuo ke siva kuch ni
Jaan kar bhi anjan ban rahe hain fir bhi...


Download Image

Hum Wo Nahi Jo Thaam K Haath,
Saath Chod Denge ,
Humara Rishta To Paani or Macchhli ki tarhaa hai,
Judaa Karna b chahe koi To Dum Tod Denge...


Download Image

Wo din din nahi, wo raat raat nahi,,,
wo pal pal nahi, jis pal teri yaad nahi...
teri yaadon se maut hame alag kar sake,
maut ki bhi ye aukat nahi....



Download Image

Koi sham aati hai tumhari yaad lekar,
Koi sham jati hai tumhari yaad dekar,
Mujhe to us sham ka intezar hai,,,
jo aaye tumhe apne sath lekar...



Download Image

gam kare bin teri zindagi se hum chale jayenge;
kabhi miloge to nazre nahi milayenge;
jis din tumhe apni galti ka ehsas hoga
us din hum kisi aur ke ho jayenge...


Download Image

Bahut Udas Hai Koi Shakhs Tere Jane se,
Ho Sake To Lout aa Kisi Bahane Se,
Tu Lakh Khafa sahi magar ek Bar To Dekh,
Koi Toot Gaya hai Tere Rooth jane se...!!!


Download Image

Dil ke dariya mein mohabbat ki kashti hai,..
sapno ki duniya mein yaadon ki basti hai,..
#Mohabbat ke bazaar mein chahat ka kya sauda...
wafa ki kimat se bewafai sasti hai...


Download Image

Aankhon ko kabhi hum nam nahi karte
Kho jaye koi apna to gam nahi karte
Daria to hamari ankhon mein bhi behta hai
Par na jane kyon ankhon se aansu nahi behte...


Download Image

Ye ?#?Mohabbat ke ?Haadse
Aksar ?Dilon? ko Tod Dete Hain
Tum ?Manzil? Ki Baat karty Ho
Log Rahon Mein Chod Dete Hain...


Download Image

« Previous1...41424344Next »
📝 Text Status 🏠 Home 📂 Categories 🎥 Video Status