Sapno ki duniya mein hum khote gaye,
Hosh mein the fir bhi madhosh hote gaye,
Jane kya jadoo tha us ajnabi chahere mein,
Khud ko bahut roka fir bhi uske hote gaye.
Every heart has Love & Pain! Only way of Expression Is different! Girls Hide it in their Gorgeous Eyes & Sweetness.While boys Hide it in their Handsome Smile and Attitude.. !
Dil mein ummidon ki shama jala rakhi hai. Hum NE apni alag duniya basa rakhi hai. Is yakin ke saath ki ayega aapka reply. Humne apni nazar cell par bichha rakhi hai.
Dur Hokar Karib rehna Nazakat
Hai Meri
Yaad Bankar Aankho Se Behna
Shrarat Hai Meri
Karib Na Hote Huye Bi Karib
Paoge
Kyoki Ehasas Bankar Dil Mai
Rehna Aadat Hai Meri.
By
Heart
Aaj kuch Beete huye lamho Se MULAQAT
hui Kuch Bhule Huye SAPNO Se Baat hui,
"I Miss You" Bolna chaha sbhi Doston Ko,To
aap ki hi YAADO Se Shuruvaat hui.
Is Dil Ko Agar Tera Ehsaas Nahi Hota,
Tu Door Bhi Reh Kar Ke Yun Paas Nahi Hota,
Is Dil Ne Teri Chahat Kuch Aise Basali Hai,
Ek Lamha Bhi Tujh Bin Kuch Khas Nahi Hota.
Teri Awaaz Sunne Ko Tarshe Hai Mann Mera,
Teri Ek Jhalak Paane Ko Bekarar Hai Mann Mera,
Apni Zindagi Ka Har Lamha Tere Saath Guzaru,
Har Pal Bas Yehi Chahta Hai Mann Mera.
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai,
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai,
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai,
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.