Good Morning Status (2026) - सुप्रभात संदेश एवं सुविचार
पढ़िए दिन की शुरुआत करने वाले सकारात्मक सुप्रभात सुविचार, गुड मॉर्निंग विशेज और संदेश (Updated Daily)
Total Status-(0)
Subah Ka Sunehra Mausam Or Aapki Yaad,
Halki Si Ye Thandak Or Garam Chai Ki Pyaas,
Yaaro Ki Yaari Or Yaari Ki Pyaari Mithas,
Shuru Kijiye Apna Ye Din,Subah ka har pal Pyaari Zindagi de apko,
Din ka har Pal Khushiya de aapko,
Jahan gam ki hawa choo bhi na sake aapko,
Khuda wo jannat si zami de aapko.
Beet gayi taaron wali sunhari raat
Yaad aayi fir wahi pyari si baat
Khushiyon se har pal ho aapki mulaqat
Isliye muskura ke krna din ki shuruaat.
Good Morning
Have a Good Day
Aapko ab suchit kiya jata hai ki,
aapne sone ki limit cross karli hai,
Ab isse pehle ghar wale apko laat maar ke uthaye,
Aap apne aap uth jao Aalsiyo.
Foolon ne Amrit ka jaam bheja hai…,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai…,
Mubaarak ho Aapko nayi subhah…,
Tahe-Dil se Hamne ye Paigaam bheja hai..!!!
Subah subah zindagi ki shuruat hoti hai,
Kisi apne se baat ho to khas hoti hai,
Hass ke pyar se apno ko GOOD MORNING Bolo,
Khushi apne aap sath hoti hai.Badalo se Suraj nikal aya hai,
Asman me naya Rang chaya hai,
Ab tak aap so to Nahi rahe ..
Mera sms aapko “GOOD MORNING”
Kehne aya hai.
Subah subah zindagi ki shuruat hoti hai
Suraj ki har kiran apke sath hoti hain,
Hans ke pyar se karo din ki shuruaat,
khushi har pal apne aap sath hoti hai,
Very Sweet Good Morning
Subah subah 1 paigam dena hai,
Aapko subah ka pehla salam dena hai,
Gujre sara din aapka khushiyo main,
Aapki subah ko khubsurat sa naam dena hai.
GOOD MORNINGसपनो के जहाँ से अब लौट आऔ,
हुई हे सुबह अब जाग जाओ,
चांद – तारों को अब कह कर अलविदा,
इस नए दिन की खुँशियों मे खो जाओ !
Uth kar dekhiye subah ka nzara,
Hawa bhi hai thndi,
Mausm bhi hai pyara,
So gya chand or chhup gaya har ek tara,
Kabool kariye aap good morning hamara.
Subah hote hi jab duniya abaad hoti hai,
Aankh khulte hi aapki yaad hoti hai,
Khushiyon ke phool ho aapke aanchal mein,
Ye mere honthon pe pehli fariyaad hoti hai.